Sunday, March 6, 2011
MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN
Main saahil pey likhee hoee ibaarat nahee Jo lehron se mit jaati hay
Main baarish ki barasti boond nahee Jo baras ker tham jaati hay
Main khwab nahee Jisey dekha aur bhula dya
Main shama nahee Jisey phoonka aur bujha dya
Main hawa ka jhonka nahee Jo aaya aur guzar gaya
Main chand bhi nahee Jo raat k baad dhal jaye
Main to woh ahsaas hoon Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay
Main to woh rang hoon Jo teray dil pay charay to kabhi na mitay
Main woh geet hoon Jo teray labon se juda na hoga
Khwab,ibaarat,hawa ki tarah Chand,boond,shama ki tarah Meray mitnay ka sawaal nahee Kyunkay MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN Aur Mohabbat Koi Sawaal Nahee
Saturday, March 5, 2011
Mere Mehboob
Tere chehre main masoom sa bachcha nazar aata hai
Muskura kar dekhna mujh ko, dil pe qehar dhaata hai
Jabeen par bikhar jaati hain teri zulfen jo pareshaan si
Apni unliyon se sanwaaroon, mann ye behek jaata hai
Ankhon main machalti hui shokhiyan, woh sharartain
Woh tera baankpan har baar mujh ko qatl kar jaata hai
Aur thak ke jo kar leta hai band apni aankhon ko kabhi
Apne aaghosh main bhar loon, dil mera tadap jaata hai
Tu kya jaane tere ishq ne kya haal kiya mera, ae Dilbar
Jis jaanib dekhta hoon, mujhe tu hi tu nazar aata hai !!

Thursday, March 3, 2011
Tumhari Aankhein
Socha jab bhi tumhare baare mein, Aksar yaad aati hain tumhari aankhein..
Wo gehre harre Samundar jaisi, koi raaz chupaye tumhari aankhein..
Khamosh rehte hain lab ye tumhare, Par sab kuch kehti hain tumhari aankhein....
Lafz bhi ruk jaate hain zuban par aakar, Jab mere chehre ko dekhti hain tumhari aankhein.. Hasti hoon main to muskurati hain ye bhi, Mere dil ka aaina hain tumhari aankhein.. .
Apni udaasi jab chupaate ho mujhse, Har kahani keh jaati hain tumhari aankhein.. .
Waqt tham jaata hai uss pal ke liye, Jiss pal dekhti hain meri aankhon mein tumhari aankhein.. Chale jaate ho jab milkar mujhse, Meri yaadon mein reh jaati hain tumhari aankhein..
Aksar jagga deti hain mere jazbaaton ko, Ye mohabbat se bhari tumhari aankhein..
Jhuka kar rakhna apni palkon ko tum, Warna sarre aam keh dengi mere pyaar ka kissa ye tumhari aankhein..
Gehre harre samundar jaisi, Kayi raaz chupaye tumhari aankhein................!!
Covert Whispers
Between every rise and set,
There is a sun that's always shines.
Dark and light, ebb and tide.
Covert whisper from inside,
always appears so right.
Every one of us has his own lighting sun,
Of which is the guide and the friend.
When it sets behind the clouds of ignorance,
Darkness spreads all over taking place.
As the sun shines all over the globe,
Why not give your sun inside a chance
To light up your life before darkness
steals it away from you?
You'll need no candles with dim lights
To give you a Short sight
through the darkness of your night.
If you just let the sun be free........!
Tuesday, March 1, 2011
Mera or uska sath
Jese chand ki shal main liptee howe wadee
Wo wadee jin ki qismat main sharminda tabeer hona Nahi lekha
Mera or uska sath
Jese kali sham main kalee darakhtoo K kalee sayee
Jin ki qismat main umeed ki aik kiran nahi
Mera or uska sath
Jese tanha musafir tnahi k khof se tanhai ko orrr lee
Jis ki qismat main mehfil nahi
Mera or uska sath
Jese mailk or makhlooq aik ban ke bhol gia aik bana kar
Bhol gia
Wo mahklooq jin ki qismat main sada ki payas likh di gai hai
Mera or uska sath
Jese jim or roh ka jese din or rat ka
Jese nadi or kinaro ka jese bahar or khazan ka
Asa hai mera or uska sath

Hum Mohabbat Karenge
Hamesha Hamesha Hum Mohabbat Kareinge
Teri Aashiqi Ki Hum Ibaadat Karainge
Teri Rooh Mein Nabz Bankar Raheinge
Tere Jism Mein Khoon Bankar Baheinge
Tujhe Chaheinge Hum Jism-o-Jaan Se
Mileinge Sabhi Se Teri Pehchan Se
Tere Baad Na Kisi Ki Hasrat Kareinge
Teri Aashiqi Ki Hum Ibaadat Kareinge
Teri Aankhon Mein Hum Aise Raheinge
Tu Jisko Bhi Dekhe Hum Hi Hum Mileinge
Tere Labon Pe Hum Aise Sajeinge
Pukaro Ge Kisi Ko Jab To Naam Hamara Hi Loge
Aisi Sanam Hum Tumse Ulfat Kareinge
Teri Aashiqi Ki Hum Ibaadat Kareinge
Teri Aarzoo Banke Tere Dil Mein Raheinge
Tu Jo Kahega Bas Wohi Hum Kareinge
Tera Ehsaas Bankar Tere Saath Chaleinge
Teri Khushi Se Hi Armaan Hamare Baneinge
Jo Tujhko Pasand Ho Wohi Chahat Hum Kareinge

Thursday, February 24, 2011
Pehli MOHABBAT
Khuwab Jhoote Kisi Ko Dikhaya Nahi Karte
Mere Dost! Yun Kisi Ko Satya Nahi Karte
Ek Baar Yun Kisi Ko Keh Ker Apna
Daman Phir Us Se Churaya Nahi Karte
Us ke Intezaar Se Bhala Kya Ho Ga Haasil
Aane Ka Keh Kar Bhi Jo Aya Nahi Karte
Rakhte Hon Jo Dard Bhara Dil Apne Seene main
Dosron Ka Dil Phir Woh Dukhaya Nahi Karte
Do Qadam Saath Chal Ker Jo Judda Ho Jayen
Aise Logon Ko To Humsafar Banaya Nahi Karte
Kis Tarhan Guzarti Ho Gi Zindagi Unnnnn ki
Pehli MOHABBAT Ko Jo Dil Se Bhulaya Nahi Karte

Subscribe to:
Posts (Atom)